Pyar ki shama jalakar to dekho,
zara dil ko aashiyaan sajakar to dekho,
tumhe ho na jaye ishq to kehna ,
zara hamse nazrein milakar to dekho……!!!
Incoming search terms:
- shama sms
Pyar ki shama jalakar to dekho,
zara dil ko aashiyaan sajakar to dekho,
tumhe ho na jaye ishq to kehna ,
zara hamse nazrein milakar to dekho……!!!
Rutthi Jo Zindgi To Mana Lenge Hum,
Mile Jo Gam Vo Seh Lenge Hum,
Bus Aap Rehna Humesha Sath Humare To
Nikalte Huye Aansuo Me Bhi Muskura Lenge Hum…
Fiza par asar hawaon ka hota hai,
mohabbat par asar adaon ka hota hai,
koi aisa hi kisi ka diwana nahi hota,
kuch kasoor to nigahon ka hota hai…
Kashish dil ki har cheez bhula deti hai,
Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai,
Sapno ki duniya jarur rakhna dost,
Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai.
Ek shaam aati hai tumari yaad leka ,
Ek shaam jaati hai tumari yaad dekar,
Par humen us shaam ka interzar hai,
Jo aye saath tume lekar.